Wazifa For Beauty

 Wazifa For Beauty



Assalam o Alaikum :


Chehre ko noorani banane ka powerful wazifa is wazife se apka rang dood ki tarah gora ho jaye ga apke chehre pr noor hi noor ajayega ye wazifa bahut powerful hai bus raat ko sote waqt apne bistar par baith k ye 10 minutes ka chota sa wazifa kar lain insha allah chand dinon ke andar andar apka chehra noorani ho jayega apke chehre par noor hi noor ajayega ye 100•\• garanti se kam karne wala wazifa hai to chalty hain apko btate hain wazifa aur usko karne ka tarika


Wazifa :


Bas kisi bhi din raat ko sone se pehle taza wozo kar lain aur jis bistar par aap sote hain usi bistar par jaa k baith jayen sab se pehle apna rukh qibla shareef ki janib kar lain aur Awal 3 martaba darood shareef parh lain phir  sirf ( 500 martaba ya nooro ) parhen aur apne hatho par dam kar k apne hatho k apne chehre par phair lain ye wazifa har raat ko sone se pehle karen insha allah chand dino k andar apko faida nazar ana shoro ho jayega 


Wazifa ki ijazat :


is wazife ki ijazat sabko hai har koi is wazife ko kar sakta hai ijazat leni ki zarorat nahi hai

Comments

Popular posts from this blog

How to reduce the amount of money | How To Make Money Online From Home?

5 ways to earn money online from home 2022

Deputy Commissioner Battagram Computer Operator Jobs 2022